haa don't say me to tell about myself apni tarif se jyada koi kya kar sakta hai if anyone wants to know about ask to them who know me
par ek baat sun lo mujhko samjhne ki kosis to 11 sahron ki janta kar rahi hai par NI3 ko samjhna mushkil hi nahi namumkin hai hahahahahahaha pagal kahinka hmmmmmm shayad yahi hoon main
i claim in my well known lyrical way as
i m the king its all about the king let the world know who is the king and the king says .................................................... "Maut tu ek premika hai; mujhse ek premika ka wada hai milegi mujhko; dubati nabzon me jab dard ko nind aane lage; zard sa chehra liye chand ufak tak pahunche; din abhi pani me ho raat kinare ke karib; na andhera na ujala ho na abhi raat na din; jism jab khatam ho aur ruh ko jab sans aaye; mujse ek premika ka wada hai milegi mujhko" ....................................................... Ni3 - nitin ........................................................ "Aadarsh Prem,"-> प्यार किसी को करना लेकिन कहकर उसे बताना कया | देकर ह्रदय ह्रदय पाने की आशा व्यर्थ लगाना क्या | ******************************************************* bhoot hoon main; kabhi zinda hua karta tha; tutaa hua ek pankh maatra hoon; kabhi ye aazad parinda aasman me uda karta tha; manzil meri wo unchai thi jise main kabhi chu na saka; ek tujhe pane ko kambhakhat chain se ji bhi to na saka; jina to dur ki baat hai mar kar bhi ruh ko sukun na mila; wo apni manjil pane tujhe dhundane chal di; meri mohabbat hi bani meri sabse badi galti; e khuda, tune mere sine me dil aur uske sine me patthar kyun rakha; us patthar se takra kar ek parinda zamin par murda pada tha; bhoot hoon main kabhi zinda hua kata tha; tuta hua ek pankh maatra hoon; kabhi ye aazad parinda aasman me uda karta tha;... --- "RAJA" Nitin PARIHAR
Gender:
Male
Hometown:
malanjkhand
Interests:
cricket
Social
Seeking:
after loosing eveything what i can seek
seeking for my lost world may god bless me with my passion and my love